Pakistan mai taleemi masael:

Pakistan Mai Taleemi Masael 

Ajj jab blog likhny ka irada kia to buhut say topics zehen mai aany lagy lekin un sub mai sub say ziada ehem masla taleem ka laga jis per fori baat honi chaye is liye phr isy he final krlia ajj kay blog kay liye.

Pakistan mai jitny bh masael hai wo sb hum sub kay peda krda hain kahin na kahin her pakistani zimadar hai un masael hum hr mslay ki tarah taleem kay msly kay hal kay liye bhi hukumat ki taraf daikna shoru ker daity hain..kia hum nay kabhi apni aap say pucha hai un masael kay hal ka.. "nae"na kiu kay hum sirf bol sakty hain zimadari nae lay sakti baat jab apny per aati hai to buri lagti hai hum mai sy her wo insan jo perha likha hai ager kise ik insan ko bhi taleem dey dy to us ki yeh choti say kawish pakistan mai taleemi chiragh ko roshan rkhny mai madad nae dy sakti kia...?Hum mai wo log jin ko ALLAH nay apni dolat say nawaza hai kia wo ik choti se darsgah banah ker taleemi chiragh ki roshni ko or tez nae ker sakty kia ..?please sochiye ga zaror shayad badal jaye qismat..

Post a Comment