Assalam-O-alaikum
ajj 25 december hai pakistanio kay liye khas din hamary qaed ka youm-e-padaesh to is liye socha is din kay lihz say he blog likhon.Ajj pakistan mai hr taraf afra tafri hai ,becheni hai or in sb ki waja shayad hum mai ehsas ki kami hogae hai wo ehsas jo QUID ko bechen rkhta tha musulmano kay alag watan kay liye jis ki waja say hum sukoon ka sans lay rahy hain wahi ehsas hum mai khatm hogaia hai or hamara mulk aese buri or kharab sorathaal ka shikr hota ja raha hai bs ALLAH say dua hai kay ALLAH hamray aandr ehsas ka jazba peda kedain or hum phr say ik qoum ban jaen.


Post a Comment